New Dehli (News Desk) Hal hi main huay Pak Bharat jhagray k doran Indian Media aur Social Media per Phelnay wali Jhooti Khabron ka tor karnay k liay Indian Defense Ministery nay Pakistan k ISPR ki tarah ka Department open karnay ki Manjuri day di hai. 
Pakistan aur India k Darmayan is larai mn Pakistan ki taraf say DG ISPR nay hamesha zabardast Jawab dia. Har Karwai k tamam Proof Poori duniya ko Dekhaay.
Aur Doosri taraf Indian Media Apni Awaam (Janta) ko Pagal bana raha hai, Aur Jhooti khabraien bana kar Wahan ki Awaam ko Preshan kia hua hai.
Aur jab wahan ki awaam koi Saboot mangti hai to, wo Saboot denay mn nakaam rehtay han. Aur phir mazeed Pakistan k Khilaaf jhooti khabraien bana kar Apni awaam ko Mamu banatay han. Is baat ka Zikar Indai k Famous YouTuber aur Channel "My smart Support" nay bhi kia hai. Is liay Indian Army nay ISPR ki tarah ka apna department bananay ka Socha hai. Aur is k liay unho nay Dupety Army Chief ka Auhdha bhi Takhlique kia hai.

0 comments:
Post a Comment